Ye duniya jism faroshi ka bazaar, jung ka maidaan, khooni samundar bankar reh gaya,
Jahan logon ki keemat unke pak dil se nai, unke shaatir dimaag se lagana reh gaya.
Tabhi to khuda bhi is paapi duniya me avatar lene se katra gaya…
Mujhse bola- ki kaise ye duniya satyug se kalyug banker reh gaya?,
Aur tu e aam insaan sirf sochta reh gaya?
Haath par haath dhare sirf dekhta reh gaya…?
Kyun tu kuch na kar saka????
Aree jab tera hi ghar….
Ghar se makaan, makaan se khandahar, khandahar se deewaro ka dhancha ban kar deh gaya….
Aur tu e aam insaan sirf sehhta reh gaya?.....
Kuch na kar saka..Yunhi dekhta reh gaya?........

truely awsome written dear....its the fact......
ReplyDelete